Posts

Showing posts from April, 2021

Start Vlogging😌

                        हिंगलिश-HingLish   Hello Dosto Mera naam hai Suraj aur Ye kahani hai meri😉 Actually Mai thoda duniya se judna chahta tha aur apni kahani aap sabke saath share karne me intrested tha😁Aur ye josh mere andar aata hai Movies dekhne ke wajah se... Movie🤔ji haa bilkul thik,Bhai movie to sab dekhte hai or hamare me se har koi us movie me ek character choose kar lete hai,Bas aisa hi kuch hua aapke Bhai ke saath 😗😙... Life me Dosti, Career, Responsibility ye sab chal hi raha tha aur chalta rahega Par in sabke beech Khud ko samajhne ki aur khud ki talaash Bhi zari thi aur inhi sab ke beech Shuru hua mere life ka ek aur naya Safar...Aur is safar me aap bhi invited ho😎....#Vlogging😌                              हिंदी-Hindi नमस्कार दोस्तो मेरा नाम सूरज है और ये कहानी है मेरी। वास्तव में मैं थोड़ा दुनिया से जुड़ना चाहता था और अपनी कहन...